07/08/2025
⚠️ FRAUD ALERT – TECHNICIAN HUMAIR!
Sab log dhyan se padhein!
Ek shakhs Humair ya Umair naam ka jo apne aap ko AC Technician/Electrician kehta hai, fraud karta hai!
Advance paise le leta hai, lekin kaam shuru nahi karta, phone uthata nahi, aur bhaag jaata hai!
👤 Naam: Umair / Humair
📞 Phone Number: 0313-2987525 (Beware!)
⚠️ Kaam ka wada karta hai, paisa le kar ghayab ho jaata hai!
Aise fraud logon se bach ke raho – agar aapke saath bhi aisa kuch hua hai toh comment mein apna experience zaroor share karein taake aur log bhi aware ho sakein.
🔁 Is post ko share karein taake kisi aur ka nuksaan na ho!