12/06/2026
جمعہ مبارک 🤲✨
Aaj Asr ke baad woh mubarak ghadi hai jisme Allah apne bande ki dua zaroor qabool farmata hai. Is waqt ko zaaya mat karein — dua mein haath uthayein, apne liye, apne ghar walon ke liye, aur tamam Musalmano ke liye. 🖤
Allah sabki duaen qabool farmaye.
Ameen.
Qalbi