06/02/2024
Acha mujhay nawaz sharif ki call nhi aai ...sirf unhi ko aa rhi hay jin ki sim may balance hay ..
May direct pkg lgata hu to sim may balance hota hi nhi hay ....
Jin ko aai hay un ka balance bhi laga hay
Kis kis ko call aai hay or balance kata hay ..
matlab mangnay k lyay bhi awam ka balnce khaya us nay.......