07/03/2026
Jo log apne faisle Allah Ta'ala ki Sharia ke mutabiq nahi karte, woh fisq aur gumraahi ki raah par hote hain.Allah humein hamesha apni Sharia ke mutabiq zindagi guzarne ki taufeeq ata farmaaye. Ameen.