04/09/2026
🦚🪈 Kanha ji ka ashirwad ho toh jugaad bhi leela ban jaata hai! 😂🧈
ManavBilla ban gaya makhan chor! 😹🏺
Dahi-handi todne nikla tha… par bechare ki pagdi hi tod di! 🤣
Dekho ManavBilla ki Dahi-Handi Leela aur batao—
Aapke hisaab se makhan chor ka asli winner kaun hai? 😂👇
🙏 Aap sabhi ko Shri Krishna Janmashtami ki hardik shubhkamnayein! 🦚💛