11/08/2026
Sawan ka mahina chal raha hai aur is mausam mein green rang se khoobsurat kya ho sakta hai! Rangoli Munna Chowk laaya hai yeh beautiful green kurti, jo aapke Sawan look ko aur special bana degi. Saath hi abhi chal raha hai "Rakhi Special – Kurti Utsav", jisme sabhi kurtis par flat 20% ka discount mil raha hai. Offer 9th se 28th August tak Kankarbagh store mein valid hai. Aaj hi visit kariye aur yeh green kurti apne liye le jaaiye!