19/05/2026
Faisalabad ka master darzi. 40 saal se kapra haath mein le kar pehchaan leta hai — kaunsa asli hai, aur kaunsa sirf dikhne mein acha.
Aur jab us ne hamara kapra touch kiya, faisla saaf tha.
Yehi farq hai jo sirf haath bata sakta hai — aankh nahi.
Pura "Darzi Verdict" bahut jald aa raha hai. Visit ghulamdin.com.